Pyar itna na kar, yeh dil jaata hai bhar
yoon na ho, dekho na, khud ko hi hum aise…
pyar itna na kar, yeh dil jaata hai bhar

karwat karwat, sadiyaan guzri
udte lamhe, ko kya ginna
tere kaandhe jag ho bana kar
aankhein mundein sapne bunna
zindagi dein bita, ek ghar mein hum aise..
pyar itna na kar, yeh dil jaata hai bhar
itni aage, hum hain nikle
duniya peeche, reh si gayi hai
unke kadmon, se chalne ki
aadat apni, choot gayi hai
meethi si, yaad bhar, ban baithe hain apne

pyaar…
----