Hoo...
Dhaaga wafaao ka kahin, toote nahin
Teri mohabbat hai, mujhko hai yakeen
Bhoolna nahin, bhoolna nahin
Banake deewana, bhoolna nahin
Haadso ne, ranjisho ne, loota
Kal bura ek khwaab tha, jo aaj toota
Haadso ne, ranjisho ne, loota
Kal bura ek khwaab tha, jo aaj toota
Bhoolna nahin, bhoolna nahin
Banake deewana, bhoolna nahin
Dil se rakhna, tum mujhe laga ke
Na juda kabhi dil se karna, dil me basaa ke
Dil se rakhna, tum mujhe laga ke
Na juda kabhi dil se karna, dil me basaa ke
Bhoolna nahin, bhoolna nahin
Banake deewana, bhoolna nahin
Dhaaga wafaao ka kahin, toote nahin
Teri mohabbat hai, mujhko hai yakeen
Bhoolna nahin, bhoolna nahin
Banake deewana, bhoolna nahin
----