Tera chehra nigaahon se hat ta nahi
aisi rangat na dekhi hai maine kahin
ho tera chehra nigaahon se hat ta nahi
aisi rangat na dekhi hai maine kahin
baaton mein hai saadgi aankho mein hai chandni
main deewana aye rab ho na jaaun kahin
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
shokh chanchal hai khoobsoorat hai tumhari ye ada
chand sharmaaye arsh par dekh kar dekh kar tumko baa khuda
baa khuda tumko baa khuda baa khuda tumko baa khuda
shokh chanchal hai khoobsoorat hai tumhari ye ada
chand sharmaaye arsh par dekh kar dekh kar tumko baa khuda
dekh kar tumko baa khuda
taareef na kar meri jaanu kya hai marzi teri
qurbaan tujhpe hain hum zindagi ab tu hai meri
rab ki hai kaarigari jo ho tum jaadu bhari
main deewana aye rab ho na jaaun kahin
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
mera nakhra mera jalwa hai jahan meri dilnasheen
saara aalam mujhko dekhe main hoon aisi mahajbeen
mahajbeen main hoon mahajbeen mahajbeen main hoon mahajbeen
mera nakhra mera jalwa hai jahan meri dilnasheen
saara aalam mujhko dekhe main hoon aisi mahajbeen
mahajbeen main hoon mahajbeen
jab se dekha hai tumhe hosh na hai ab hamein
chhod ke saara jahan chun liya maine hai tumhe
bekhudi badhne lagi aashiqui kehne lagi
main deewani aye rab ho na jaaun kahin
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
ya rabula rabbi ya rabula rabbi
----