Door jag main taara..tanha dekhe jag saara
dekhun usko toh phir main un yaadon main kho jayoon
kaisa din the suhane, paapon ke the gehwane
woh choti choti khusiyan jeete the hum
aur khud se yehi kehete the hum
hum asman cho lenge...har gham ko sangh seh lenge
saare waade saare sapne toote....hai...haiaaaaa .haaaaaiiiaa
Phir mile hai , dekho saare aaj
phir mile hai , dekho saare aaj
sabki ki ankhoon main hai bas ek wohi baat
ki woh asmaan ke saaath meri yadoon ka ghar
muje bhulta nahin mera rangoon sa ghar
saari yaadien ..ansoon main beh gaye
hum asman cho lenge , har gham ko seh lenge
saare waade , har sapne tootheeee haiaaa haiaaa
door jag main woh taara
tanha dekhe jaag saara,
tanha dekhe jaag saara..
ab saath na chodenge, hum haath na chodenge
saare waade saare sapne sach honge
door jag main woh taara
----