waptrick.com

Waptrick Hello Darling - Aa Jaane Jaan Aa Paroles de chanson


aa jaan-e-jaan, aa jaan-e-jaan

aa mera bhi husn jawaan, jawaan, jawaan

tere liye hai aas lagaey, O zaalim aaja naa

main hun, tu hai, yeh hai, woh hai, chaaron hain yahaan

dekho, socho, yun na rako, moqa hai jawaan

babes yahaan aya hai dil ko churaane casanova, casanova

aa jaan-e-jaan, aa jaan-e-jaan

sooni sooni raaton mein, bheege jazbaaton mein

kese bataaon yaar mujhe kya huwa

baaton hi baaton mein, do hi mulaaqaton mein

tere nazar ne badan ko chuwa

aaja baanhon mein leloon

teri zulfon se kheloon

karne de mujh ko ????

aa jaan-e-jaan

aa mera bhi husn jawaan, jawaan, jawaan

tere liye hai aas lagaey, O zaalim aaja naa

aa jaan-e-jaan

jaane kiyun yeh doori hai, kesi majboori hai

tere chuwe bina hi jalne lage

khuwahishain adhoori hai, milna zaruri hai

seene se armaan nikalne lage

kitna haseen hai moqa, kis ne tujhe hai roka

you daring me so crazy

aa jaan-e-jaan, aa jaan-e-jaan

aa mera bhi husn jawaan, jawaan, jawaan

tere liye hai aas lagaey, O zaalim aaja naa

aa jaan-e-jaan

----
» Hello Darling autres chansons
« Paroles Recherche
« Waptrick Page d'accueil
« Changer de langue
  • Videovak Watch Free
    VIDEOVAK: Regardez des séries TV en ligne gratuitement!