Tumhe apna banane ka junun
Sar pe hain, kabse hain
Mujhe aadat bana lo ek burri
Kehna yeh tumse hain
Tumhe apna banane ka junun
Sar pe hain, kabse hain
Sar pe hain, kabse hain
Jism ke samundar mein
Ik lehar jo thehari hai
Usme thodi harkat hone do
Ho shayri sunaati in
Do nashili aakhon ko
Mujhko paas aake padhne do
Ishq ki khaahishon mein
Bheeg lo barishon mein, aao na
Tumhe pakar na khone ka junun
Sar pe hain, kabse hain
Mujhe nazro mein rakh lo tum kahin
Kehna yeh tumse hain
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hain, kabse hain
Sar pe hain, kabse hain
Rokna nahin mujhko
Zid pe aa gayi hu main
Is kadar deewanapan chada
Dekho na yahaan aake
Mera haal kaisa hai
Toot ke abhi tak na juda
Ab sambhalna nahin hai
Jo bhi hai woh sahi hai, aao na
Tumhe khud se milaane ka junun
Sar pe hain, kab se hain
Mujhe rehne do apne paas hi
Kehna yeh tumse hain
Tumhe apna banane ka junoon
Sar pe hain, kabse hain
Sar pe hain, kabse hain
----