waptrick.com

Waptrick Ek Rishtaa - Ek Raja Hai Ek Rani Hai Testi Canzoni


--MALE--

Oh Oh Oh Oh Oh Oh, La La La La La La

Ek Raja Hai, Ek Rani Hai

Paas Paisa Hai, Aur Jawaani Hai

Aur Kya Zindagaani Hai

Oh, Aur Kya Zindagaani Hai

Sab Naseebon Ki Yeh Kahaani Hai

Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai

Aur Kya Zindagaani Hai - 2

--FEMALE--

Ghar Hai Ek Mandir, Tum Mere Devtaa Ho

--MALE--

Maine Rab Se Maangi, Wohi Tum Duaa Ho

--FEMALE--

Kaun Hamein Duniya Mein Itna Pyaar Dega

--MALE--

Itni Khushi Aur Aisa Sansaar Dega

--FEMALE--

Mujhe Rehna Hai Inhi Charnon Mein

Umr Baahon Mein Yun Bitaani Hai

Aur Kya Zindagaani Hai

Oh, Aur Kya Zindagaani Hai

--MALE--

Aisi Apni Dosti Hai Aisa Dostaana

Yaad Karega Humko Saara Zamaana

Dosti Pe Bilkul Na Karna Bharosa

Dost Banke Dete Hai Log Yahan Dhoka

Dosti Hum Na Kabhi Todenge

Aaj Humne Yeh Dil Mein Thaani Hai

Aur Kya Zindagaani Hai

Oh, Aur Kya Zindagaani Hai

--FEMALE--

Aah Aah Aah Aah, Aah Aah Aah

Aisi Gulshan To Bahaaron Mein Khila Karti Hai

Aise Maa Baap Naseebon Se Mila Karte Hai

--MALE--

Maine Har Roz Duaa Maangi Hai Teri Khaatir

Mera Har Khwaab Ban Gaya Hai Haqeeqat Aakhir

--FEMALE--

In Rishton Ko Hum Nibhaayenge

Apni Pooja Bhi Aazmaani Hai

Aur Kya Zindagaani Hai

Ho, Aur Kya Zindagaani Hai

--MALE--

Ek Raja Hai, Ek Rani Hai

--FEMALE--

Teri Chaahat Ki Sab Nishaani Hai

Sab Naseebon Ki Yeh Kahaani Hai

--MALE--

Hai Karam Uska, Meherbaani Hai

--BOTH--

Aur Kya Zindagaani Hai

Oh, Aur Kya Zindagaani Hai - 3

----
» Ek Rishtaa altre canzoni
« Testo Cerca
« Waptrick Home Page
« Cambia lingua
  • Videovak Watch Free
    VIDEOVAK: guarda le serie TV online gratis!